CSC vle New Guidelines 7th aarthik janaganana Relaited 2019
Hello Dosto aaj hum bat karenge agar aap ek csc vle hai to aap sabhi ko pata hoga 2019 7th aarthik janaganana ka kam CSC Sanchalak karega To CSC SPV ke traf se bahut bada update nikal ke aya hai agar aap bhi aarthik janaganana ka kam ke ecchuk rakhte hai to pahle aap ye sab kam kare nhi to csc spv dawara aap ko hata diya jayega chahe aap Registration hi q na kya ho To hum bat karenge csc dawara jo guidelines nikal ke aya hai usi ke bare me aap ko ye sab janna atiawaskata hai,
CSC-SPV Hum VLE ke Registration ke lie aarthik janaganana 2019 Registration portal mein kuchh badalaav kar rahe hain. Enumerators and Supervisors.aap in sabhi bato me dhayan rakhe Aur Jald Se Jald Ye guidelines pura kare sabhi vle is kam ko 19 march tak pura kare, nhi to aap aarthik janaganana ka kam nhi kar payenge
1. jo log pahale hee Registration kara chuke hain VLE, Enumerators and Supervisors ke Registration vivaran edit kar ke sudhra kar sakte sakate hain.
aarthik janaganana ka kam karne ke liye in bato ko dhayan rakhe agar kuch gaalti huwa h to sudhar kare ise anivaary samjhe
2. keval VLE Supervisors ho sakata hai. to koi bhi VLE jisane khud ko Supervisors ke roop mein Registrationt nhi kiya hai, wo khud ko Supervisors ke roop mein Registration karana chaahie
3. VLE jinhonne khud ko Enumerator ke roop mein Registration kiya hai, wo Supervisors me Change kare update karne ke liye apanee profail me edit karanee hogee
4. VLE jinhonne any logon ko Supervisors ke roop mein Registration kiya hai, un logon ko Delet kare ya fir unka profail update kare yani Enumerator ke roop me Registration kare Nhi to CSC SPV use khud hata dega
5. VLE jinhonne khud ko ya Enumerator ko any Zila ya raajyon mein se Registration kiya hai, unhen ise keval apane raajy aur Zile mein badalana hoga. VLE aap apne khud zila raajy se Enumerator Registration kare Vle Aap Enumerator ke profail me jake update kar sakte ho ya fir Enumerator ko Delet kar sakte ho aur fir se new Enumerator Registration kar sakte ho apne zila raajy se, agar aap ye nhi karte ho to CSC SPV dvaara hata diya jaega,
6. VLE ko Enumerators Aur Supervisors ka Sahi Aur Chalu mobail Number Registr karana hoga. koi bhi duplicate mobail Number nhi hona chaahie. sabhee duplicate ko kaam karane ke lie disabel kar diya jaega. mobail Number otp dvaara satyaapit kie ja rahe hain. aap Registration karte waqt dhayan rakhe kuch bhi duplicate kam na kare
7. CSC VLE Enumerators Aur Supervisors me bhi Badlaw aaya hai rural Aur urban me graameen ilako mein VLE 10 Enumerators tak Registration kar sakata hai aur shaharee mein vle 50 Enumerators Registration kar sakata hai, Enumerators ke lie nyoonatam yogyata 10th Pass Hona Chahiye
8. Sabhi Enumerators Registration ke liye, (saamaany) OTP Registr Mobile Number par bheja jaega
9. sunishchit karen ki enumerator aur Supervisors ke liye Upload kee gaee Photo sahi hain. yadi VLE ne galatiyaan kee hain to Abhi aap profail me jake Edit kar sakate hain Aur sahi Photo Upload kar Sakte Ho. Yadi Photo duplicate Upload kiya gaya hai To Csc Sanchalak Registration hata diya jaega.
10. is Parkariya ko pura karne ke liye keval 5 Din Time hai editing ( Update) Jo bhi karna hai 19 March 2019 Tak pura kare agar aap 19 March Tak Nhi Karte ho To dobara aap ise Edit Nhi Kar sakte ho, please complete the guidelines
11. VLE ko SMS bheje ja rahe hain. Sabhi Registr VLE aur Enumerators Aur Supervisors jald se jald update karane ka CSC SPV Dawra anurodh kiya jaata hai.
CSC VLE Registration economic survey Click Here
यह जानकारी आप सभी को कैसा लगा कमेंट बॉक्स में बताना ना भूले
>> या फिर नीचे दी गई वीडियो द्वारा समझ सकती है
अगर आप CSC Service, सरकारी योजना, मोबाइल कंप्यूटर इंटरनेट के बारे में ढेर सारी जानकारी लेना चाहते तो आप मेरे इस ब्लॉग पर नजर रख सकते हो
Post a Comment